1 pathan ko jin charh gya 3 din baad jin khud ek aamil k pass gaya aur bola aamil sahab mujhay bahar nikalo Warna main naswaar ki boo se mar jaounga :)
Wednesday, April 15, 2009
Thursday, April 9, 2009
Kabhie Zid Main Tere Ho Gay..
Kabhie Dil Ne Tujhay Ganwa Diya
Aisi Kashmakash Main Rahay Sada..
Tu Ne Yad Rakha Ya Bhula Dia...
Kabhie Bay Basi Main Hans Diye..
Kabhie Hansi Ne Ham Ko Rula Dia...
Kabhie Phool Se Rahi Dosti..
Kabhie Hath Kanton Se Mila Dia...
Kabhie Aik ko Apna Kar Sakay..
Kabhie Kudh Ko Sab Ka Bana Dia...
Yonhi Din Guzar Gay Pyaar Ke..
Kabhie Ik Khawab Kudh Ko Bana Liya...
Jo Khawab Ubhray In Ankhon Main...
Unhain Ankh Main Hi Sula Dia...!!~
Kabhie Dil Ne Tujhay Ganwa Diya
Aisi Kashmakash Main Rahay Sada..
Tu Ne Yad Rakha Ya Bhula Dia...
Kabhie Bay Basi Main Hans Diye..
Kabhie Hansi Ne Ham Ko Rula Dia...
Kabhie Phool Se Rahi Dosti..
Kabhie Hath Kanton Se Mila Dia...
Kabhie Aik ko Apna Kar Sakay..
Kabhie Kudh Ko Sab Ka Bana Dia...
Yonhi Din Guzar Gay Pyaar Ke..
Kabhie Ik Khawab Kudh Ko Bana Liya...
Jo Khawab Ubhray In Ankhon Main...
Unhain Ankh Main Hi Sula Dia...!!~
Subscribe to:
Posts (Atom)
